What is Rooting? Explained in Detail [Hindi / Urdu]
Dosto, is video mein maine aap ko androiad rooting k faidy or nuksaan btaiy hain.dosto aap ny androiad cell phone ki rooting k bary main zror suna ho ga ya rooting videos dakhi hon ge.android root krny ka matlab hy k aap apny cell phone k software ke root (jar) tak pohanch jaty hain.is ka nuksaan yeh hy k root krny k baad aap k cell phone ke waranty khatam ho jati hy.bare bare companies samsung,nokia,motorola ya or bhhe root k baad koi falt a jany per waranty accept nahi krti hain lakin showme,or onplus 3 jase companies aap ko rooting k baad bhhe thhore help krti hain.mobile ko root krny k baat aap kuch bhhe kr sakty hain aap apny phone ke battery life ko barha sakty hain,cpu clock speed ko barha ya kam kr sakty hain,ya aap mobile k sleep time ko brha sakty hain ya aap mobile main default applications bhhe delete kr sakty hain to dosto mujhy umeed hy k video aap ko pasand aiy ge.video ko like or apny doston k sath share zror kijeya ga............
0 comments:
Post a Comment