Dosto, yeh video kafi intresting video hy is video mein maine aapko 5 aisi baato ke baare mein bataia ha,jo aap ne technology k baary main bohut baar suni hon gi, lakin woh galat hain,umeed hy k video aap ko pasand aiy ge,video ko like or apny doston k sath share krna mat bhholiya ga,aap ka din Accha guzry.Allah Hafiz
Dosto, aaj main ny aap ko is video main btaia hy k aap kisi ko pta chaly bagair secret picture kesy bna sakty haindosto aksar hamary sath aesa hota hy k ham kisi aese jagha per hoty hain jahan picture bnana allow nahi hota hy aaj main ny jis app k bary main aap ko btaia hy os ki madad sy aap kahean per bhhe kisi ki bhhe bagair kisi ko pta chaly photo bna sakty hain,is aap ki khaas baat yeh hy k aap ka camera on bhhe nahi ho ga or aap bohat hi asani k sath picture bna lain jy umeed hy video aap ko pasand aiy ge video ko like or apny doston k sath share krna mat bhholiya ga aap ka Din accha guzry.Allah Hafiz
Dosto,is video main main ny aap ko Google k 1 latest feature k bary main btaia hy,jesy k aap sabhi spam calling k bary main to janty he hain ,lakin dosto google k is new feature ki madad sy ham ab spam call ko block or revert bhhe kr sakty hain,yeh video dakhty raheya ise k mutalik aaj baat ki hy ,video ko like or share krna mat bhholiya ga,aap ka din accha guzry Allah Hafiz
Dosto, is video main maine aap se Artificial Intelligence ke baare mein baat ki hai, Artificial Intelligence kya hai?yeh kitne types ki hoti hain? or future mein Artificial Intelligence se kya kya hoga wahi sab baatein maine aap ko is video mein batany ki koshish ki ha, Artificial Intelligence ki types hain Weak AI ya phhir Narrow AI, Strong AI ya phhir General AI, or Singularity kya hy is ka future main kya ho ga is ke baare mein bhi main ny aap ko is video mein btaia hy.umeed hy k video aap ko pasand aiy ge video ko like or share krna mat bhholiya ga aap ka din accha guzry Allah Hafiz
Dosto,Finaly OPPO ny apna latest phone OPPO R9 launch kr dia hy or aaj is video main main ny ise phone k bary main baat ki ha, OPPO ne China mein OPPO R9 launch kr dia ha,dosto yeh OPPO R9 ki koi Unboxing, review ya hands on review video nahi ha, is video main ny aap k sath apny opinions share kiya hain OPPO R9 k baare mein,is video mein OPPO R9 ki specifications ko discuss kiya ha main ny aap k sath,is k ilawa phone k features k baare mein baat ki hai, or OPPO R9 India/pakistan main kab tak Launch ho ga is k bary main bhhe discuss kiya hai. dosto mujhe umeed hai ki OPPO R9 ki yeh video aap ko pasand aaye ge.video ko like or share krrna mat bhholiya ga Aap ka din accha guzry Allah Hafiz

Dosto,is video main main ny aap ko Proda Powerbank ki unboxing kr k dikhai hy,kafi accha powerbank hy charging capasity 20000mah hy jo easyly aap k mobile ko jis main 3000mah ya 3500mah battery ho osy 2 sy 3 dafa bohat asani k sath charge kr dy ga.umeed hy video aap ko pasand aiy ge,video ko like or share zror kijeya ga aap ka din accha rahy Allah Hafiz

Dosto,yeh video kafi intresting video ho ge aap k liya,kion k is video main ny aap ko Whatsapp k 1 hiden feature k bary main btaia hy,dosto aap sabhi daily whatsapp use krty hon jy,lakin shaid aap whatsapp k is hiden feature sy wakif na hon,to yeh video end tak dakheya ga is video main main ny aap ko 1 hidden feature k bary main btaia hy umeed hy k video aap ko pasand aiy ge,video ko like or share krna mat bhholiya ga,aap ka din accha guzry Allah Hafiz...
Dosto,Finaly Xiaomi ny apna latest phone Redmi Pro launch kr dia hy or aaj is video main main ny ise phone k bary main baat ki ha, Xiaomi ne China mein Redmi Pro launch kr dia ha,dosto yeh Redmi pro ki koi Unboxing, review ya hands on review video nahi ha, is video main ny aap k sath apny opinions share kiya hain Xiaomi Redmi Pro k baare mein,is video mein Xiaomi Redmi Pro ki specifications ko discuss kiya ha main ny aap k sath,is k ilawa phone k features k baare mein baat ki hai, or Xiaomi Redmi Pro India/pakistan main kab tak Launch ho ga is k bary main bhhe discuss kiya hai. dosto mujhe umeed hai ki Xiaomi Redmi Pro ki yeh video aap ko pasand aaye ge.video ko like or share krrna mat bhholiya ga Aap ka din accha guzry Allah Hafiz
Dosto,is video main main ny aap ko SAMSUNG GALAXY J2 Pro k bary main tafseel sy btaia hy k is k features or functions kia kia hain,dosto yeh video koi SAMSUNG GALAXY J2 Pro ki unboxing video ya review video nahi hy,is video main main ny sirf aap sy SAMSUNG SAMSUNG GALAXY J2 Pro ki specification or apny opinions share kiya hain,k is latest SAMSUNG GALAXY J2 Pro main kya new feature hamain milain gy is main hamain smartglow or turboboost technology bhhe milti hy,smart glow ko ham apny alag alag notifications per set kr sakty hain,to mujhy umeed hy k video aap ko kafi pasand aiy ge,to video ko like or apny doston k sath share zror kijeya ga.Aap ka din accha guzry Allah Hafiz

Dosto,yeh vide aap k liya helpful rahy ge kion k main ny is video main aap ko NFC k bary main btaia hy or NFC kya hy,NFC sy ham apni smart life ko kesy easy bna sakty hain yeh sabhi baatain main ny aap k sath is video main share ki hain mujhy umeed hy k video aap ko pasand aiy ge video ko like or share krna mat bhholiya ga or ager aap ka koi question ho to comment zror kijiya ga aap ka din accha guzry Allah Hafiz

Dosto,is video main main ny aap ko SAMSUNG GALAXY TAB J k bary main tafseel sy btaia hy k is k features or functions kia kia hain,dosto yeh video koi SAMSUNG GALAXY TAB J ki unboxing video ya review video nahi hy,is video main main ny sirf aap sy SAMSUNG GALAXY TAB J ki specification or apny opinions share kiya hain,k is latest SAMSUNG GALAXY TAB J main kya new feature hamain milain gy,to mujhy umeed hy k video aap ko kafi pasand aiy ge,to video ko like or apny doston k sath share zror kijeya ga.Aap ka din accha guzry Allah Hafiz
Dosto,is video main main ny aap ko hacking k bary main btaia hy,aap sab k damag main yeh sawaal zror ho ga k ethical hacking kya hoti hy ? kya yeh hacking ligal hy ya illigal,aur hacker kitne kisam k hoty hain,is k ilawa main ny aap ko is video main btaia hy k Black Hat Hackers, White Hat hackers, aur Grey Hat hackers mein kya differences ha, aap samajh jay hon gy k hackers kitne types k hoty hain, or Ethical Hacking kya hoti hai? or hacking Illegal hoti hai ya Legal,to mujhy umeed hy k video aap ko pasand aie ho ge,video ko like or share krna mat bhholiya ga aap ka din accha guzry Allah Hafiz
Dosto,yeh bohat he intresting video hy main ny is video main haal he main launch hony wali prisma aap k bary main btaia hy,yeh aap pehly ios operating system per sport krti thhe lakin ab prisma ka latest androiad version bhhe launch kr dia jaia hy,aap is aap ki madad sy pictures ka colours change kr sakty hain,is k ilawa orignal picture ko art main ya drawing main badal sakty hain.umeed hy k video aap ko pasand aiy ge.video ko like or apny doston k saath share krna mat bhholeya ga.or ager aap ka koi bhhe swaal ho ya rai ho to video k nechy comment zror kijeya ga,Allah pak aap ko khush rakhain or aaj ka din aap ka accha rahy Allah Hafiz.......
Dosto,is video main ny aap ko iphone 7 releasing date k bary main btaia hy,or iphone 7 main kya new or latest feature add kiya jaiy hain on k bary main btaia hy,kaha ja raha hy k iphone 7 ki screen or camera pehly ki nisbat bohat behtar bnaia jaia hy,is k ilawa iphone 7 oprating system main 1 new feature bhhe add kia hy os k bary main bhhe main ny aap ko is video main btaia hy,to aap yeh video end tak zror dakheya ga aap ko i phone ki leaks release date or leaks latest feature k bary main janny k liya yeh video zror helpful sabit ho gi,video ko like or apny doston k sath share krna mat bhholiya ga............
Dosto, is video mein maine aap ko Screen casting,screen mirroring,screen sharing k baare mein batany ki koshish ki ha, yeh option aap ny her mobile main zror option dakhy hon jy chahy androiad ho ya apple ho ya windows ho sab main aap ko screen casting ki option mil jati hy umeed hy k video aap ko pasand aie ho ge or aap k liya video help ful rahi ho ge video ko like aur share karna mat bhuleya ga.. or aap ka koi bhi sawaal ya raiy ho to comment krna mat bhholiya ga
Dosto,main ny aaj is video main aap ko wifi Security k bary main btany ki koshish ki hy,wesy to aap sab dost apny wifi k liya password ka use krty he hon jy,lakin main ny aap ko is video main btaia hy k wifi network ko paasword lgaty howy or kin kin baaton ka khyaal rakhna chaheya,kion k wifi paasword hack ho sakta hy,ise liya main ny aap ko wifi security k alag alag levels k bary main btaia hy jin ko istmaal kr k aap in sare encryption sy bach sakty hain,to sab sy pehly jo security system aia woh bohat he simple thha jis ka naam thha WEP,is system ko bohat he asani k sath crack kia ja sakta thha,os k bad new version aia WPA is main kafi tabdilian ke jai thhean lakin baad main is system ko bhhe hack krna mushkil nahi raha,os k bad WPA2 AES launch howa jo kisi bhhe latest software ki madad sy bhhe crack nahi kia ja sakta hy,ager aap k paas latest router hy to os router ki security main yeh option aap ko zror nazar aiy ge kion k yeh security kafe strong security hy,or jaldi sy isy koi crack bhhe nahi kr sakta hy,Dosto aap ko WEP, WPA2 aur WPA2 AES mein faraq ka bhhe pata chal gaia ho ga k yeh kis level k security system hain,or aap ki is video sy zror wifi security ko accha bnany main madad hoi hoge,or video aap ko pasand aie ho ge.video ko like share or nechy coment krna mat bhholeya ga...............
Dosto, is Video mein maine bataya hai k kaise aap apne kisi bhhe android phone ko fast bana sakte hain, aap sab dost apna android phone use karte hon jy to aap ny dakha ho ga k woh time ke saath sath slow ho jaata ha, main ny aap ko bataya ha k kaise aap apny cell phone ko bohat aasaani se fast bana sakte hain, yeh ek bohat hi simple trick ha is ko use kr k ap apny cell phone ki speed ko increase kr sakty hain, or bohat hi asaan tareka hy, aap ko is k liye na to apna mobile root karne ki zrorat ho gi, or aisa karne se aap k mobile ki battery bhi kam kharch ho gi,yaqenan aap ko is video main pata chal jaia ho ga k aap apny android phone ko kesy fast bana sakty hain, or apne phone ko acchy sy use kr sakty hain,or dosto is video main bagair kisi software ka use kiye main ny aap ko bataya ha k kaisy aap apna android phone fast bana sakte hai chand steps ko follow krty howy.mujhy umeed hy k video aap ko pasand aiy ge or aap ki help bhhe hoi ho ge,video ko like or share krna mat bhholiya ga.....
Dosto, dosto is video main main ny aap ko BitCoin k baare main batia ha, Bitcoin kya hota ha, kaisy kaam karta ha, bitcoin mining kia hoti ha, Bitcoin online kaise earn karte hain, Bitcoin ki value kitni ha, Bitcoin or baki sari currencies mein kia faraq ha, ise k bary maine aap ko main ny bataia ha, or umeed ha k aap ko yeh Bitcoin ke video pasand aie ho gi, or aap Bitcoin k mining k bare mein bhhe or Bitcoin se earning k baare mein bhhe jaan paayen gy .main or bhhe video bna ker aap ko btaion ga k aap online bitcoin kesy kma sakty hain,video ko like or share zror kijeya ga

Dosto, is video maine main ny aap ko bataia ha k aap ke her expensive device, ya cable, ya kisi bhi expensive headphone ya earphone mein aap ko Gold Plated connectors kion nazar aty hain, yahan tak k HDMI cables mein bhi Gold Plated kion istmaal kia jata ha, Dosto is k ilawa aap ko Computer main lagy processors mein bhi pins gold ki kion ko milti hain, aap sab k damag main yeh baat zroor ho ge, or aap ko bhi lagta ho ga k shaid waky he is ka kuch khaas faida ha, Mujhe umeed hai ki aap k liya video help ful rahy ge or aap is video ko dekh kr samajh jayen ge k aisa kion hota ha or is k ilawa main ny aap ko yeh bhhe btaia hy k Headphone ya earphone ka 3.5mm Audio jack agar gold plated ho to os ka kia difference ho sakta hai,video ko like or share krna mat bhholeya ga................
Dosto,main ny aap ko is video main SAR Value k bary main btany ki koshish ki hy,ham sab ny SAR Value k bary main kahean na kahean zror sona hy kisi mobile box per,kisi video main,ya kisi news paper per.aap ny yeh bhhe sona ho ga k mobiles sy radiations niklte hain jin sy cancer ya brain tumor ho sakta hai,sar value kya hy ager sar value zaiada ho to nuksaan hota hy ya kam ho to nuksaan hota hy yeh sabhi kuch main ny aap ko is video main btaia hy ager SAR ka matlab hy Specific Absorption Rate,her mulak ki government 1 limit mukarar krti hy sar value ki os limit sy zaiada k sar aap ko kisi bhhe mulak main nazar nahi aian jy kion k companies mukarar ki hoi limit sy zaiada sar value ka cell phone sale hi nahi kr sakti hy os country main to aap yeh video dakhty raheya aap ki kuch help zror ho gi,or sath he sath video ko like or share krna mat bhholiya ga...............
Dosto,is video main main ny aap ko mobile ki battery ki life barhany k liya kuch tips btai hain,is k ilawa btaia hy k aap apny phone ki battery ko lamby arsy tak kesy chala sakty hain,wesy to ham sab he apny mobiles,laptop,tablet ki batteries ko charge or discharge krty hain,lakin aesa krny sy pehly kuch baaton ka khyaal rakhna zrore hota hy,jo main ny aap ko is video main btaia hy,on per amal kr k ham sab battery life ko or zaiada accha bna sakty hain,dosto mujhy umeed hy k video aap ko pasand aie ho ge or aap is video main btaia jai baaton per amal kr k apny mobile ki battery life ko barha sakty hain,video ko like or apny doston k sath share krna mat bhholiya ga..............
Dosto,is video main main ny aap ko 3.5mm audio jack k baary main btany ki koshish ki hy,is k ilawa hamry mobile phone main audio ka sara process kesy hota hy os k bary main bhhe btany ki koshish ki hy,is k ilawa aap ko is video main typeC handfree,or lightning port handfree, k bary main bhhe btany ki koshish ki hy,is video main aap ko Audio codec chip IC,DAC,Amplifier,ADC k bary main bhhe pta chal jaiy ga k yeh kesy kaam krty hain,is k ilawa aap ko wireless,Bluetooth handfree main audio conversion kesy hoti hy or any waly waqat main in ka future kya ho ga yeh bhhe btany ki koshish ki hy,is k ilawa aap ko is video main Analog to Digital , Digital to Analog , Amplifier, Lightning Port, 3.5mm Audio Jack, Wireless Audio in sab k bary main btany ki koshish ki hy k yeh sare cheazain kaam kesy krti hain or audio hamary kaanon (Ear) tak kesy pohnchti hy, to mujhy umeed hy k aap k liya yeh video helpful rahy ge. video ko Like or Share krna mat bhholeya ga ...............
Dosto,is video main main ny aap ko btaia hy k latest any wali technology jesy k touch mobiles,touch laptop,touch tablet wagera hamary bachon k liya kitny khatrnaak sabit ho sakty hain,dosto bachon ko technology k bary main zror btaian lakin on ki kheal kood wali sargarmion per bhhe dehaan dain.Dosto yeh main ny camery k samny aap k liya pahli video bnai hy,bohat se galtian hon ge plz ignore kijeya ga next inshaAllah her video main aap ko bahtre nazar aiy ge mujhy umeed hy k video pasand aiy ge video ko like or apny doston k sath share krna mat bhholiya ga .....
Asslam O Alikum Dosto, is video main main ny aap k sath samsung s6/s6 edge or s7/s7 edge main kya kya tabdelian hain on k bary main apny opinion share kiya hain,dosto yeh video koi unboxing ya review video nahi hy,umeed hy k video aap ko pasand aiy ge,video ko like or share krna mat bhholiya ga........
Asslam O Alikum Dosto,is video main ny aap ko pokemon go game k bary main btaia hy k game khelty howy logon per fireang hoi is k ilawa 1 news main btaia gaia hy k yeh game khhalty howy log apny mobile ki camera aap ko istmaal krty howy kisi or trf dehaan he nahi dety,or ki dafa to game khhelty howy log mukhtlif cheazon sy tkra kr gir bbhhe choky hain,to dosto plz ehtyaat krain..mujhy umeed hy k video aap ko pasand aiy ge
Dosto,is video main main ny aap ko Huawei honor 8 k bary main tafseel sy btaia hy k is k features or functions kia kia hain,dosto yeh video koi Huawei honor 8 ki unboxing video ya review video nahi hy,is video main main ny sirf aap sy Huawei honor 8 ki specification or apny opinions share kiya hain,k is latest Huawei honor 8 main kya new feature hamain milain gy,to mujhy umeed hy k video aap ko kafi pasand aiy ge,to video ko like or apny doston k sath share zror kijeya ga..........
Asslam O Alikum Dosto, aaj is video main main ny aap ko World Cheapest Computer k Mutalik Btaia hy,aap ny shaid is k bary main pehly bhhe sona ho ya aap ko pta ho ya ho sakta hy k aap ko is k bary main bilkul pta na ho,dosto Raspberry Pi World ka sab sy small or cheapest computer hy,question yeh hy k akhir raspberry pi hy kya?isy kesy istmaal krty hain?or yeh kesy kaam krta hy? to dosto is video main main ny aap ko is cheapest computer k mutalik he btany ki koshish ki hy,or aap yeh computer online websites sy easily purchase kr sakty hain is ki price 5$ sy 30$tak hy,mujhy umeed hy k aap ko raspberry pi computer ke yeh video pasand aiy ge,video ko like or apny doston k sath share krna mat bhholeya ga...........
Asslam O Alikum Dosto,is video main main ny aap ko Android Phones main aksar any waly error k bary main btaia hy Unfortunately Camera has Stopped, Unfortunately Gallery has Stopped, Unfortunately Contacts has Stopped,wagera wagera,dosto yeh error aap ny aksar dakha ho ga ya is error k bary main aap ny sona ho ga main ny is video main aap ko Unfortunately Camera has Stopped error ko remove krny ka best solution btaia hy jisy aap setting main app or app main all running aap main ja ker camera,cameras,camera common,or camera extension ko clear data kr k thhek kr sakty hain. umeed hy video aap k liya help full rahe ho ge or video aap ko pasand aiy ge.video ko like or apny doston k sath share zror kujeya ga...........
Dosto, is video mein maine aap ko androiad rooting k faidy or nuksaan btaiy hain.dosto aap ny androiad cell phone ki rooting k bary main zror suna ho ga ya rooting videos dakhi hon ge.android root krny ka matlab hy k aap apny cell phone k software ke root (jar) tak pohanch jaty hain.is ka nuksaan yeh hy k root krny k baad aap k cell phone ke waranty khatam ho jati hy.bare bare companies samsung,nokia,motorola ya or bhhe root k baad koi falt a jany per waranty accept nahi krti hain lakin showme,or onplus 3 jase companies aap ko rooting k baad bhhe thhore help krti hain.mobile ko root krny k baat aap kuch bhhe kr sakty hain aap apny phone ke battery life ko barha sakty hain,cpu clock speed ko barha ya kam kr sakty hain,ya aap mobile k sleep time ko brha sakty hain ya aap mobile main default applications bhhe delete kr sakty hain to dosto mujhy umeed hy k video aap ko pasand aiy ge.video ko like or apny doston k sath share zror kijeya ga............

Dosto,aaj is video main main ny aap ko chand din pehly release hoi game POKE MON GO k bary main btaia hy k ager aap is game ko kisi therd party website sy download kr k apny androiad phone main instaal krty hain to siaber security firm proof point ka kehna hy k is game main droid jack nami 1 remote access tool hy jo is game k sath auto instaal ho gata hy or yeh tool aap k androiad phone ko pore trha apny control main kr leta hy chahy woh aap k mobile ka camera ho,gps location ho,sd card ho,sim ho ,na sirf in sab ko dakh sakta hy blky in ko delete bhhe kr sakta hy to dosto aap ko pockymon go k is hidden software k bary main pta chal gaia ho ga video ko like or apny doston k sath share zror kijeya ga........
Dosto, yeh ek New video ha, aap sab doston ko batane k liye k MicroSD cards mein Samsung ne ek naye standard ka Memory Card launch kia ha, jo UFS 1.0 based ha aap ko is MicroSD card mein 530MB/s read speeds miley gi or 170MB/s write speeds miley gi. Aane wale kuch dino tak aap ko yah hi Memory card bohut si chezon main use hota hua dikhai de ga, Samsung ne 1 connector bhi design kiya ha jis main purane normal MicroSD cards k saath sath is UFScard ko ham use kr sakain gy, ho sakta ha woh connector aapko samsung k latest mobile Galaxy Note 7 main dekhne ko mil jaye, Samsung ne yeh UFS 1.0 standard based memory cards 32GB, 64GB, 128GB aur 256GB storeage capacities mein launch kiye hain, mujhe umeed ha k aap ko yeh video pasand aayegi.video ko apny doston k sath share or video ko like zror kijeya ga.........

Dosto,is video main main ny aap ko samsung k latest mobile galaxy s 7 active k water test k bary main btaia hy.G dosto Consumer Reports website per samsung k is latest mobile ka jab water test kia gaia to yeh mobile is water test main fail ho gaia,jab mobile ko 30 minut water tank main rakha gaia or 30 minut bad jab mobile ko pani sy nikala gaia to samsung galaxy s7 ki screen sahi kaam nahi kr rahi thhe or screen per green colour ke lines a rahi thhe or camery per bhhe pani k bulbulay dikhai dy rahy thhy ,halanky samsung ny set k bary main yeh btaia thha k set water or dust proof hy or Intenational Protection ki go rating is set ko mili os sy bhhe yeh he sabit hota hy k pani main is phone ko rakha ga sakta hy lakin water test main samsung ka yeh mobile s7 active fail ho gaia hy umeed hy k chhoti c video aap ko pasand aiy ge

Dosto, is video main maine aap ko Graphene based Supercapacitors k baare main btaya ha. aap abhi tak to apne mobile mein Fast Charging, Turbo Charging, Qualcomm Quick Charging, Dash Charging ko istmaal karte hon gy, Lakin aane wale waqat mein humain apny mobiles main Super Capacitor batteries, dakhny ko milen gi, aise mein Electric cars, energy storage, or bahut se chezon main humain SuperCapacitors dakhne ko milenge, or phir Supercapacitor batteries ki madad se hamare sabhi batteries powered appliances ko kuch hi seconds mein charge kar payenge. or aisa hone se hamari saari Battery charging problems solve ho payengi. Waise toh Graphene ek bahut hi kamaal ka material ha, lakin aaj k waqat main iska mass production bahut hi mushkal ha, lakin aane waale waqat main ham isy mass scale pe produce kar lain gy, or phirr SuperCapacitors ko use karenge,or apne mobiles ki batteries ko kuch hi seconds mein 0 sy 100% fast charge karke use kar payenge.umeed hy video aap ko pasand aiy ge......

Dosto, is video mein aap ko bataya ha k kaise aap bohat he asaani se kahean per bhhe or kisi waqat bhhe Free Wifi ko use kar sakty hain, yeh ek bahut acchi app ha, jiski madad se aap kabhi bhi kahi bhi free WiFi ko use kar sakte hai. Yeh app iPhone aur Android phone dono pe kaam karegi.or pory world main aap kahean per bhhe nazdeek k wifi ko is aap ke madad sy free istmaal ker sakty hain umeed hy video aap ko pasand aiy ge

Dosto,is video main main ny aap ko World smalest camera lens k bary main btaia hy jo k namak k 1 zary k brabar hy dosto is camera lens ke madad sy robotic fields,camera fields,main bohat traki ho ge is camery ke madad sy endoscopy, angiography,fiber imaging main bhhe bohat traki ho ge umeed hy video aap ko pasand aiy ge

Dosto,is video main main ny aap ko google ke 1 upcoming latest aap k bary main btaia hy,is aap ke madad sy aap apny shehar or kareeb k ilaqon main any waly zalzly sy ba khabar reh paian jy.dosto yeh to aap sabhe janty hain k google k paas yeh saholat to pehly sy he hy k jab aap google serch baar main search krty hain to google aap ka ip address detect kr k aap ko aap k shehar(city)k mosam k bary main serch result dy deta hy lakin is aap ke madad sy ab google aap ko any waly zalzly(eartquake)k bary main bhhe serch result dy dia kry ga umeed hy k video aap ko pasand aiy ge video ko like zror kijeya ga or apny doston k sath share bhhe zror kijeya ga

Dosto,is video main main ny aap ko facebook k 1 latest feature k bary main btaia hy yeh feature basarat sy mehroom ya nabeena afraad k liya hy pehly basarat sy mehroom nabena afraad 1 software ke madad sy text ko son sakty hain lakin facebook k is feature ke madad sy ab nabena afraad picture ko bhhe son paian jy kion k yeh feature nabena afraad ko btaiy ga k samny tasweer main kya hy.to mujhy umeed hy k aap ko yeh feature accha laga ho ga or video pasand aie ho ge video ko like or apny doston k sath share zror kijeya ga..................

Dosto,is video main main ny aap ko facebook k 1 latest feature k bary main btaia hy yeh feature aap ki facebook per ke jai post ko automatic translate kr k aap k page per any waly aap k friends ya facebook user ko dikhaiy ge.to yeh 1 bohat zabardast feature hy is kfeature ke madad sy mukhtlif zubaan bolny waly 1 dosry sy door nahi rahain jy or bahir k mumalik ke bare bare companies apni baat her user tak easy pohncha sakain ge mujhy umeed hy k video aap ko pasand aiy ge..............

Dosto , aap k liya yeh ek bohut hi interesting video ha, aap mein se bohut se friends ny Machine Learning k bare main shayad pehly bhhe sona ho ga, ya phir shayad aap ne abhi tak machine Learning ke baare mein kuch bhhe na sona ho, to dosto aap yeh video dakhiye is video main aap Machine Learning k baare main or bhee bohut kuch jaan sakain gy. Machine Learning 1 bohut hi unique field ha, or aane waly waqat main yeh bohut hi bady scale per jaane wale ha, Mujhe umeed ha k Google Allo, google Photos, Self Driving Cars, or bohut si cheezaine aane wale waqat main aap ko Machine Learning per hi dakhny ko milengi.umeed hy k yeh video aap ko pasand aiy ge like zror kijeya ga or apny doston k sath sahre bhhe zror kijeya ga...................

Dosto, is video main main ny aap sy samsung k latest mobile samsung galaxy J MAX k bary main apny opinions or J MAX ki Specifications share ki hain.Samsung Galaxy J Max ke Screen 7.0 inch hy jo k kafi bare sacreen hy.Dosto yeh samsung glaxy jmax ke koi unboxing video ya review video nahi hy. Umeed hy k video aap k liya helpful rahy ge.ager aap ko jmax ke yeh video pasand aiy to video ko like zror kijeya ga or share bhhe zror kijeya ga.......Or aap koi bhhe latest mobile k bary main ya tech information k bary main janna chahain to nechy comment zror kijeya ga

Dosto,Is video main main ny aap ko es saal k latest released top 5 budget mobile k bary main btaia hy jis main No 1 per Samsung Galaxy S7 edge,No 2 Per Samsung Galaxy S7,No 3 Per Htc 10,No 4Per LG G5 OR No 5 Per One Plus 3 ha.is video main main ny aap ko in 5 mobile ki specifications,mery Opini on or in ke Price Kitne hy India/Pakistan/Usa main woh btai hy umeed hy k video aap ko zror pasand aiy ge to Like Ka button Zror Dabiya ga or apny doston k sath nhhe share zror kijeya ga

Dosto, is video mein ny aap ko Samsung Galaxy J2 2016 Version k First Look Opinions Btaiy hain. Yahan aap ko Samsung Galaxy J2 2016 Version k kuch unique features k baare mein main ny btany ki koshish ki hy, jaise k Ultra Data Saver, VoLTE, Smart Glow, Regional Language Support, Samsung S-Bike Mode or bhi bohat kuch. Mujhe umeed hai ki Samsung Galaxy J2 2016 version ki yeh video aapko pasand aayegi, or aap bhi jaan paian gy galaxy j2 phone k baare main aap galaxy j2 offline aur online purchase kar sakty hain. Mujhe umeed ha k aap Samsung Galaxy J2 2016 Version k bary main jaan jaiy hoon jy or yeh video aap k liya helpful rahi ho ge video pasand aiy to Like or apny doston k sath share zror kijeya ga.................

Dosto,is video main main ny aap ko 1 software k bary btaia hy jis ke madad sy ham bohat he asani k sath apny computer main apny personal folder ko lock/password protect kr sakty hain umeed hy k video aap k liya helpful rahy ge or video aap ko pasand aiy ge video ko like or apny doston k sath share zror kijeya ga.........