Charge Your Phone Battery Only 5 Seconds ! Graphene Supercapacitor Detail


Dosto, is video main maine aap ko Graphene based Supercapacitors k baare main btaya ha. aap abhi tak to apne mobile mein Fast Charging, Turbo Charging, Qualcomm Quick Charging, Dash Charging ko istmaal karte hon gy, Lakin aane wale waqat mein humain apny mobiles main Super Capacitor batteries, dakhny ko milen gi, aise mein Electric cars, energy storage, or bahut se chezon main humain SuperCapacitors dakhne ko milenge, or phir Supercapacitor batteries ki madad se hamare sabhi batteries powered appliances ko kuch hi seconds mein charge kar payenge. or aisa hone se hamari saari Battery charging problems solve ho payengi. Waise toh Graphene ek bahut hi kamaal ka material ha, lakin aaj k waqat main iska mass production bahut hi mushkal ha, lakin aane waale waqat main ham isy mass scale pe produce kar lain gy, or phirr SuperCapacitors ko use karenge,or apne mobiles ki batteries ko kuch hi seconds mein 0 sy 100% fast charge karke use kar payenge.umeed hy video aap ko pasand aiy ge......

0 comments:

Post a Comment