File System Explained? Big Difference Between Fat32 vs NTFS vs exFAT ????
Asslam O Alikm Dosto,Aaj is video mein maine aap ko file system k bary mein btaia hy k file system kya ha,computer mein file system ka kya use ha,or sath sath yeh bhee btaia hy k FAT32 file system kya ha , NTFS file system kya ha , ExFat file system kya ha ,FAT32 or NTFS file system mein kya difference ha , ExFat file system kya ha FAT32 NTFS or ExFAT mein kya difference ha , File allocation table,New technology file system or extended file system kya ha,yeh hi sare baatain aaj mein ny aap sy is video mein ki hain, Dosto mujhe umeed hai k Fat32 vs NTFS vs exFAT ki yeh video aap ko pasand aaye ge.Ager video pasand aiy to Techinfoedu Channel ko Subscribe krna bilkul mat bhholiya ga or Subscribe krny k sath sath video ko Like or apny doston k sath Share krna to bilkul bhee mat bhholiya ga, Hamesha Khush rahain or mujhy apni duaion mein yaad rakhain, Aap ka din accha guzry, ALLAH HAFIZ..................
Subscribe to my channel for more videos like this and to support my efforts.
LIKE | COMMENT | SHARE | SUBSCRIBE
0 comments:
Post a Comment