Why "C" is the Default Hard Drive Letter | Why Are The "A" & "B" Drives Not Used By Windows Explain
Asslam O Alikum Dosto,Aaj ki is video mein main aap ko bataun ga k Why C is the Default Hard Drive Letter ya hamary Computers mein lagi hoi hard drive ka naam c sy hi kion shoro hota ha A ya phhir B sy kion shoro nahi hota, jab ham apny computer mein koi nai window install karty hain to woh hamesha C drive mai hi kion install hoti hy,Or kia ham apny computer mein lagi hoi Hard Drive ka letter ya naam change kr sakty hain? yeh hi sari baatain aaj maine aap ko is video main btai hain. Dosto mujhe umeed hai k Why C is the Default Hard Drive Letter ki yeh video aap ko pasand aaye ge.Ager video pasand aiy to Techinfoedu Channel ko Subscribe krna bilkul mat bhholiya ga or Subscribe krny k sath sath video ko Like or apny doston k sath Share krna to bilkul bhee mat bhholiya ga, Hamesha Khush rahain or mujhy apni duaion mein yaad rakhain, Aap ka din accha guzry, ALLAH HAFIZ..................
Subscribe to my channel for more videos like this and to support my efforts.
LIKE | COMMENT | SHARE | SUBSCRIBE
0 comments:
Post a Comment