32 bit vs 64 bit | Difference Between 32 bit and 64 bit | Which One Do You Need? | Explained in Detail
Asslam O Alikum Dosto,Aaj ki is video mein maine aap sy 32 bit operating system or 64 bit operating system k major difference k bary mein baat ki hy or aap ko btaia hy k 32 bit os maximum kitni calculation kr sakta hy or kitni RAM ko support krta hy or 64 bit os maximum kitni calculation kr sakta hy or kitni RAM ko Support krta hy. In dono mein sy accha kon sa hy or aap ko apny pc ya laptop mein kon sa operating system install krna chaheya. Aaj ki is video mein maine aap sy yeh hi sare batain detail sy discuss ki hain. Mujhe umeed ha k Difference Between 32 bit and 64 bit Detail Explained ki yeh video aap ko kafi pasand aaye ge.Ager video pasand aiy to Techinfoedu Channel ko Subscribe krna bilkul bhee mat bhholiya ga or Subscribe krny k sath sath video ko Like or apny doston k sath Share krna to bilkul bhee mat bhholiya ga, Hamesha Khush rahain or mujhy apni duaion mein yaad rakhain, Aap ka din accha guzry, ALLAH HAFIZ..................
Subscribe to my channel for more videos like this and to support my efforts.
LIKE | COMMENT | SHARE | SUBSCRIBE
0 comments:
Post a Comment