What is IP Rating ? Waterproof & Dustproof Detail Explained | IP67# IP68# IP69 | Big Confusion?
Asslam O Alikum Dosto,Aaj ki is video mein maine aap ko IP Ratings k bary mein detail sy btany ki koshish ki hy, aap ny kisi bhee water resistant ya dust resistant phone ya kisi Gadget jesy mobile ya smartphone wagera k saath o ski specification mein IP ratings zror dekhi hon gi, jesy IP65 certified, IP66 certified, IP57 certified ya phhir IP69 certified wagera wagera. to yeh certification kia hy? Is certification mein alag alag numbers kion hoty hain?is ka matlab kia ha? Ya phhir aap ko IP certification k bary mein ya apny phone k water proof hony ya na hony k bary mein kin kin baataion k bary meiin zrore pata hona chaheya? Ab wesy to aap ko her phone mein alag alag IR Ratings hi milti hain, aur phone manufacturer aap ko bataty bhee hain k yeh phone kis had tak apni ya dhool mati k against protection provide kr sakta ha, Lakin Phhir bhee IP Ratings ko ly kr bohat sy doston k mind mein kuch confusions hain jin ka clear hona bohat zrori ha.to aaj ki is video mein maine aap k inhe sab confusions ko hi door krny ki koshish ki hy. Mujhe umeed ha k What is IP Rating OR Waterproof & Dustproof Detail Explained ki yeh video aap ko kafi pasand aaye ge.Ager video pasand aiy to Techinfoedu Channel ko Subscribe krna bilkul bhee mat bhholiya ga or Subscribe krny k sath sath video ko Like or apny doston k sath Share krna to bilkul bhee mat bhholiya ga, Hamesha Khush rahain or mujhy apni duaion mein yaad rakhain, Aap ka din accha guzry, ALLAH HAFIZ..................
Subscribe to my channel for more videos like this and to support my efforts.
LIKE | COMMENT | SHARE | SUBSCRIBE
0 comments:
Post a Comment